Bhari Hui Mirch Ka Achar Recipe in Urdu Hindi – RKK
Description :
Bhari Hui Mirch Ka Achar Recipe in Urdu Hindi – RKK
Ye hai ek dum asaan aur tasty recipe mirchon kay achar ki. Umeed hai pasand ayegi.
Date Published | 2018-04-26 14:00:08Z |
Likes | 831 |
Views | 28623 |
Duration | 0:05:23 |
Boht zabardust achar kitny dinoo main that hoga
Hello Ruby ji muzea app ki bole bahote sachi lagati ha veg decides banay
Ruby degi mich kya hai batayn zaroor thanks
Mustard oil kacha dala ap nay ya paka k dala kio k kachay oil may ek ajeeb mahak hoti hay …hmaray ha oil ko paka k jb wo gram hojae tou us may ek chota tukr roti ka daltay hain jb wo roti ka tukra lal sa ho jae tou tukra nikal k oil ko cool kr k use krtay hain . Sabzi pakanay may …
Oil ka btaey k garam kr dala hay ap nay,or ye b k oil kacha hay ya us ko pakaya ap nay.
Kon si mirch he ye battna plz
Wow yummy I love it
Asalam o alykum unti ye aapne colourful mirchein kon si li hain naam bata dein or aapne akhri mein oil dala tha woh garam tha ya thanda plz bata dein
Mam app ki tabiyat kuh thek nahi lagrahi hai
main ne ye recipe abi dekhi hai zbrdst hai ye try kron gi inshallah pr jo request ki hai plz wo bhi sikha dein
Please upload more vegetarian recipes
Apki recipes bht achi hoti h or bht esy b mne abi tk jitne b reciper try ki Masha Allah sb bht achi bani ap asi trha or achi achi recipes bnana sekhay mjhe green masale ka keema bnana sekha de plzz uski recipe b die ga
Colored mirchein Maa Shaa Allah bht beautiful lug rahi hein
U r awesome mam
Anty apki ye white dinner set kha se mily ga, jis me ap apny spices b rakhy ho
Masha Allah ❤️ aunty itna colorful aur tasty lagraha hai aunty sirke wala achar bhi hota wo healthy bhi hota dieting mai bhi kha sakty hain plz mujhe wo Bana na sekhaen stay blessed aunty ❤️
Nice recipe
Looking so ummy
Love you
Muma pane a gaya
Wow
wah g fresh hogayi aapki mirchain deakh k
Achar kitny dinu ky bad Kahana start Karna cheaye…. Jo ziada khatta ho?
Rubi ji dabba ghost kese banate he plz resipi dikhayiye
Aslkm, Aunt ! U r dish sow yummy…
Amazing maim aap gosh Ka Achaar BHI Batana bahot yummmy reheta Hai plzzz
mayonise bnana sikhain
Wonderful acchar different colour chilly
Wow Kiya tabahee recipe hay Yey Mashallah. May Allah bless you for sharing.
Waooow wonder full
ap bhot achi hain apki recipe bhot asan or achi ha or itny payar sy bat krti hain love u so much meri request ha muje ap chekin jinjer or methy ma chany ki dal ka halwa or besan ka halwa banana sekha dain plz or ye Mera first commit ha muje apki hr new recipe ka wait hota ha plz meri request bi pori kr dain
How to store this achaar?
Mouth watering recipe
As always your recipes are simply awesome….thanks for sharing
nice
Teesti