After delivery 15 दिन के बाद (अजवाइन के लड्डू ) recipe for new mother
Description :
Namaskaar friends,
Aaj me delivery ke 15 din baad khane wale ajwain ke laddu bana rahi hun.ye laddu bhi gond ke laddu ke sath sath hi khaye jate h. 15 din baad roti sabzi khilana shuru kar dete hn new mother ko. ye khana bhari na rahe , aasani se digest ho jaye iske liye ajwain ke laddu khilaye jate h. Bacche ka hajma bhi sahi rahta h. Aapko agar kuch bhi poochhna ho to plz zaroor poochhiyega. apna sahyog n prem isi tarah se banaye rakhiyega. Dhanyawaad aap sabhi ka.
सामग्री( ingredients)
1kg. अजवाइन (carom)
1-1/2kg. गेहूं का आटा (wheat flour)
250gm. गोंद (edible gum)
1 सूखा नारियल कुटा हुआ (crushed dry coconut)
देसी चीनी या गुड़ (sugar or jaggery)
देसी घी ( desi ghee)
CHANEL URL::
https://www.youtube.com/channel/UCODLqG_VACz2fKHMt-511aA
INSTA URL::
https://www.instagram.com/i.m.rachana1/
FACEBOOK URL::
https://www.facebook.com/RachanaKanwarRao/
कांसातप: https://www.youtube.com/watch?v=u7G9N_dVY-s
सौंठ के लड्डू: https://www.youtube.com/watch?v=evH1XRx7zG4
सुपारी के लड्डू: https://www.youtube.com/watch?v=1uL4WrPjLTM
गोंद के लड्डू: https://www.youtube.com/watch?v=BVYBNvKgi1k
OTHER DELICIOUS RECIPES::
THANKS FOR WATCHING..
Date Published | 2018-10-08 15:47:37Z |
Likes | 976 |
Views | 51820 |
Duration | 0:06:39 |
रचना जी ये तो आपने अजवाइन के लड्डू बनाये हैं। मैने लोगों को डिलीवरी के बाद अजवाइन खाते हुए इस तरह से देखा है। वो लोग अजवाइन को डिलीवरी से कई महीने पहले देसी घी में भिगो कर रख देते हैं। और डिलीवरी के बाद उसकी रेसीपी बनाते हैं खाने के लिये वो कौन सी रेसीपी हैं।
Main bhi pregnant hoon jab meri delivery hogi to main aap ki break fast ,lunch and dinner Recipe try krongi meri saas nahi hai main khud hi apne liye yeh bna ke phle hi rakh lungi taki main healthy rahoon
Aapke n. Dijiye please Meri bahu ke 8oct date di h Mai aapse bat krna chahti hu
thank u Mam…nice nd useful video
Rachna ji aap please btaye k delivery se people kya dena chahiye baccha neech nahi aaya h please answer immediately
Hi plz delivery ke 1st day se one month taak kub kub kya kya khaye ye bataye. Normal and sigerian dono mai
Hello Kya aap delivery ke baad ke 45 days ka diet plan share kar skte hai???
Nice video
#dugar kitchen
Rachna ji jin ka bachha operation se hua un k liye video bnao ghee mna hota hai.
Hello jiji
Kia lado hum Jun July me Khan saktya hain,mere delivery Jun July me expected hai
Caesarian delivery k baad ye laddu kha sakte h kya
Aap Rajasthan me khaha se ho
Hello mam, kaise ho aap? Plz btaiye ki pregnancy mein til or methi k ladoo kha skte h ya Nhi or konse month mein khane chahiye
Hello Rachana ji, thank you for the videos! Really helpful. Q1: Mujhe puchna hai ajwaine kab lene hai shuru me aur kese lena hai aur kitne din.. dusra question hai Q2, yes sequence thek hai? :……….. Fir first 4 din : soth ke ladoo + atta halwa + milk only, fir 5 din : suprai ke lado + atta halwa + milk, : so total 9 days. Fir 9 din ke baad khana lena hai.. for 5 days: atta ke halwa one time + ajwaine ke roti + sabzi + supari ke lado. So it becomes 14 days. Fir 14 din ke baad, for 10 days: goondh lado + ajwaine lado + atta halwa + milk + ajwaine roti + sabzi. Then after 24 days: for next 25 days : Atta halwa + milk + ajwaine roti + sabzi + fruits etc.
gond kya chez hy kya keh k lena hy.aik gond kateera b hotá hy kya ye wohi hy
Ye ladoo Kitne din tak khane h
Apne ajwain ko roast kiya h kya? ?
Aap plz methi k laddu btaye
Ap bahot hi acchi recipe btate ho
aap itni sweet ho. aapke videos dekhne mei bahut maza aata hai aur bahut kuch seekhne ko milta hai. bahut shukriya aur aapko aur aapke baccho ko dher sara pyaar.
Love ue recipe maam.
Ajwain ko sukha he piss le kya dhoke pise. Plz rply
Mere 1st jaape ki dali hui ajwain bhut kadwi thi,me nahi kha pai, is bar apki recipe se bna k khaugi.